Young boys are initiated —through tales of past glory of one religion or the other - into visualising themselves as great heroes, born to avenge the wrongs - real or imaginary - done to their community by the “enemy.” We have to look within to see if we have not encouraged this kind of inculcation in young minds. The whole approach of glorifying the past in terms of our respective communities is outdated and cannot help us resolve our problems in today’s complex reality - Bhisham Sahni talking of Tamas
-
Ram banwaas se jab laut ke ghar mein aaye, Yaad jangal bahut aaya jo nagar mein aaye, Raqse deewangee aangan mein jo dekha hoga, 6 december ko Shri Ram ne socha hoga, Itne deewane kahan se mere ghar mein aaye?
Jagmagate thhe jahan Ram key qadmon ke nishaan, Piyaar kee kahkashan leti thi angdayee jahan, Mod nafrat ke usee rahguzar mein aaye, Dharam kya unka haye, kya zaat haye, yeh janta kaun? Ghar na jalta toh unhe raat mein pehchanta kaun, Ghar jalane ko mera, log jo ghar mein aaye, Shakahari haye mere dost tumahara khanjar. Tumne Babar kee taraf pheke thhe saare patthar, Haye mere sar ki khata zakhm jo sar mein aaye.
Paun Sarjoo mein aabhi Ram ne dhoye bhee na thhe, Ke nazar aaye wahan khoon ke gehre dhabbe, Paun dhoye bina Sarjoo ke kinare se uthe, Ram yeh kehte hue aapne dwaare se uthe, Rajdhani kee fiza aayee nahin raas mujhe, 6 December ko mila doosra banwaas mujhe - Doosra Banwas by Kaifi Azmi
-
Deen mein dadee hai, dadee mein deen nahi - Maulana Wali, in Khuda ke Liye
-
-
Mandir toh ban jayega, par Ram kahan se laoge. Us mandir ki deewaron ko, kya pak kabhi kar paoge. Jis chaukhat par log jale, Ram wahan na jayenge. Jin galiyon mein khoon gira, maulana kya reh payenge? - Anon. October 2010, after the Ayodhya-Babri verdict
And some positive notes
God created the seven notes to unite all the people in the world through music, to make them feel they are members of a single family - Ustad Amjad Ali Khan Saheb
-
Tum aao gulshan ai Lahore se chaman bardosh, hum ayen subah Banaras ki roshni lekar. Aur uske baad yeh poochen ki kaun dushman hai - Ali Sardar Jafri

Mandir masjid dadee chotee, kaat rahen hain botee botee
baant rahen hain hum bachon ko, cheen rahen hain sabki roti -SAHMAT-